OUR INDIAN YOUNGSTERS BAD IMPACT ON BRAIN
jab se (PLAYERS UNKKNOWN BATTLE GROUND) mobile phone k liye launch huya hamari yuvapeedi par bahut gehra asar par raha hai sabse jyada asar unk dimag par parta hai jisse unhe game ki aadat ho jati hai aur phirr unka phirr padai mai man nahi lagta yahin sabse bara karan hai ki hamara yuva peedi banam ho rahi hai bahut khed hota hai yeh batate huye ki jinhone 0 ki discovery kari thi arybhatta ne ki thi aur satelite ki discovery bhi swami vivekananda,mahatma gandhi,jawah lal nehru sabse badi baat koi bhi cheez ho agra aap se addict ho jate hai toh aapka dimag aapke control mai nahi rahega aur agar aap zindagi mai sach mai kich banne ki chatat rakhte hai toh aaj hichode PUBG khelna aur focus khare apne courier ya phirr apne life dream ya kisi goal k baare mai soche aur usse poora karne ki poori kosish kare kyoki pubg jaise games aapko enjoyment k alawa kuch zindagi mai nahi dene waale aapka bahumulye samay dene k liye dhanwayad aapka apna dost
ANSHUMAN SINGH
FROM CLASS X A STUDENT RADHABALLABH PUBLIC SCHOOL AMAR VIHAR AGRA

Comments
Post a Comment